Introduction
Seedhe Maut, Delhi’s pioneering hip-hop duo, strikes again with a gritty ode to the city’s underground grind. This track blends metro-life struggles, anti-establishment rage, and unfiltered pride in Delhi’s hip-hop culture. Below, we break down the full lyrics and the deeper meaning behind their hard-hitting verses
Seedhe Maut – RED.
Full Lyrics
Ek baar phir se
Uh-uh
Hauz Khas mein club promotion (ungh)
Subah ki pehli metro hai only option
Jin clubon mein woh karta kaam, unn clubon mein woh legend hai
Aur unn galiyon mein they call him “calm”
Ye hai mehnat, maze ka viksit roop
Jahan bhagte hum parchhayion se, jaate jahaan pe dikhti dhoop
Aur music influential hai samjha kitna main tab se
Jab se Eminem ne bola toh it’s mother-in’ Limp Bizkit too (ungh)
Main aana-kaani karta ni, mic pe aate hi I spit the truth
Hua tha jo hamare saath, kar rahe wahi hum hu-ba-hu
Kuchh bacche hain naye scene mein, who risk it to get the biscuit
Kyunki Seedhe Maut ne kiya jo kaha, likhit the sickest dudes (hey)
Jaan-e-man, jaan-e-jaan, mujhe jaan jaaye
Jhaanjh aaye-jaaye par khaali kabhi naa baan jaaye
Vachan jaaye naa kabhi, chaahe chale yahaan praan jaaye
Ghamand jaaye naa, jiske hriday mein Hanuman jaaye, ungh
Bharat mein sabse behtar do bhookhe bhaalu
Gaati nahi hai maina toh likhte hain jaise Sarojini Naidu
BYJU’S jaise fraudy ni, bas itni si hypocrisy
Ki we livin’ like kings in world’s largest democracy, ungh
Bhoori hai khaal, bhoore kandhe pe haath
APJ, Bose, Bhagat Singh, Chandra Shekhar Azad
Bole mujhe, “Jab aati iss desh ke logon ki baat
Toh yaad dilaata rahiyo inko uss bhoori mitti ki aukaat” (brrh)
Toh main anti-goverment, ye bole, “anti-national”, main international
Anti-establishment hoon, bohot hi mehnati aur sentimental
Different animal, hoon zehrila chemical, inn saare keedon ke liye
Jo karte gaane share par karna chahte humein mann-hi-mann cancel, ungh
Toh aa zor laga le puri gaand ka
Dilli ho ya Mumbai, koi baal naa ukhaade meri jhaat ka
Jaati-paati kare jo paida, maaruun main uski jaat ka
Pauri Garhwali, Hindustani, Hindi hai meri bhaasha
Aur itni aasha hai ke, launde, tu mujhe samajh paaye
Parwarish mein teri aur meri kuchh itna farak naa hai
Ek club promoter aur ek call centre wala ye kehna chaah rahe (yeah, yeah)
Hum dono agar kar sakte hain toh tu bhi kar sakta hai (shhh)
Nahi thi yahaan teen ki table (naa)
Door rahe TV, cable (bohot door)
Jab maarte hain chaar log multi (sirf chaar)
Jab nahi the 12 label
Jab nahi thi bars mein shakti
Jab ghoomte talaash mein job ki (tera bhai)
This shit unreal
Ab aate 36 nahi table mein nau ki
Tera bhai hai Seedhe Maut hi, boloon jab milegi maut bhi
Ye bread hai soggy, hote cocky, udte punches, Rocky
Ni chhodte mauka, Mo ka call aaya bola, “Boys, got you new deal”
Bol aaya ghar pe ki “Paise ka hai no scene”, kaandi launde jo kabhi ni the sushil
Seedhe karte gig pe pull up, agar phaadni hoti, gaadna hota
Jaanta ni tu kaun, agar tu dost hai, dost ke yaar ke dost ka
Woh kehte, “Kaam pe dhyan de”, khud jo maange dhyan bas hoes ka
Jab sau se jyada show baja lo, aake gyaan chodna
Haan, kuchh log seekhte hi ni (seekhte hi ni)
Jo mili woh jigri thi ni, mile jo khushi woh tikti bhi ni
Ab aisi faili bheed hai, woh kaheen pe dikhti bhi ni
Aisa bharosa khud pe, college jaake degree li ni
Tere bhai ko chahiye ni koi reason to pop off
Aur bhai jaaye hard haiga music ka soft spot
Aur ABJ katana leke karega chop-chop
Aur aayi ni woh yahaan tak just to talk-talk
Main karunga knock-knock toh pitenge opp-wop
Hum baatenge maut bohot, hai saara game on lock
Humare jaisa level up yahaan karega aur kaun?
Aur gale mein khazana leke ghume do boss dog
Jeene ka kaaran dost, rap aur family
Jo chhu le bhai banta hai sona waise hi
Hai saath mein hai mic aur koi ni plan B
Iss haath mein ye Casio bhi lagti mehengi
Saath mein hai fam aur ab laakhon fans bhi
Show pe tode barricades, hai nation ki stampede
Ab jaane puri building, kaun rehta hai upar
Lex Luthor hoon, Superman ni
Tera bhai yahaan pe pahucha hai, bohot bhagayi
Soya ni main 200 night
Aur ab bhi hai pair bas tike zameen pe
Hoon jabki le raha saal ki main sau-sau flight
And I pop off right and my job’s like Mike
Jab bhi daalu number board pe toh lado mere pen se kyun?
Ho pen se new, ye paisa abhi laakhon hai account mein
Lekin ab bhi karu rap like my rent is due
Kyunki nahi thi yahaan teen ki table, humse door rahe TV, cable (TV, cable)
Khaali maarte jab chaar log multi, jab nahi the yahaan 12 label (label)
Jab nahi thi inn bars mein shakti, jab nahi the incharge hum kashti ke (kashti ke)
Jab nahi thi ye car aur ghar bhi, khaali maal aur kadki aur ek mic aur chhat thi
Meri fight thi waqt se, meri fight thi khud se
Mere saath the shabd hi tabhi chali meri kalam, kehti “Rehen do” (brrrh)
Jaao, maa chudao, koi ni chahiye, bhenchod
Tera bhai Seedhe Maut, big plans bro
Yahaan pe ni bachoge, wack rap, don’t stand close
Back-to-back, lab mein trapped hai shark do-do
Humein ni karenge outrap ye wack log (woo)
Hum hi ne kara tha pehle din se crack code
Hain dono bhai game ke backbone
Hain dono bhai game ke backbone (Hisab)
Why This Track Matters
Seedhe Maut refuses to romanticize Delhi – they paint it as a city of contradictions, where club promoters and call-center workers share the same grind. Their lyrics are a middle finger to stereotypes, blending revolutionary history with modern-day rap bravado. This track isn’t just music; it’s a manifesto for India’s rebellious youth.
Seedhe Maut Lyrics
, Delhi Hip-Hop
, Desi Rap Revolution
, Indian Underground Music
, Anti-Establishment Anthems
, Hauz Khas Club Scene
, Dilli Rap Culture